Senin, 29 Agustus 2016
Percakapan Bahasa India (1)
Main Khush Lagti Hoon (Aku Merasa Bahagia)
Karisma : Woh Ek Bari Dukaan Mein Kaam Karti Hai (Dia Bekerja Di Sebuah Toko Yang Besar)
Preity :Uska Naam Kya Hai? (Siapa Namanya?)
Karisma : Kareena. Uska Naam Kareena Hai (Kareena. Namanya Kareena)
Preity : Aur Aapka Bhai Kya Kaam Karta Hai? (Saudara Laki-Laki Kamu Kerja Apa?)
Karisma : Woh Vidyaarti. Woh Kaalej Mein Parhta Hai (Dia Pelajar. Dia Belajar Di Kampus)
Preity : Uska Naam Kya Hai ? (Siapa Namanya ?)
Karisma : Uska Naam Arjun Hai (Namanya Arjun)
Preity : Kya Woh Bhi Dilli Mein Rehta Hai ? (Apakah Dia Juga Tinggal Di Delhi?)
Karisma : Ji Nahin. Woh Varanasi Me Rehta Hai. Woh BHU
Mein Parhta Hai (Tidak. Dia Tinggal Di Varanasi. Dia Belajar Di BHU)
Preity : BHU? BHU Kya Hai? (BHU? Apa Itu BHU?)
Langganan:
Posting Komentar
(
Atom
)
Tidak ada komentar :
Posting Komentar